Satsang

Daily Satsang – Rameshwar Bhatt ko mila Sant Tukaram ki bhakti ki shakti ka pramaan


Rameshvar Bhatt Satsang - Sant Ashram Bapu

Rameshvar Bhatt Satsang – Sant Ashram Bapu

Satsang se kuch baatein;

  • Adhyatmik yatra karne se buddhi shukshm hoti hain, Sab kuch samajh mei aata hain.
  • Mrityu ke ek jhatke mei sab chut jaayega, isliye parmatma ka gyan aur ras paa lo.
  • Jiske chintan kiye jaata hain, vaise hum ban jaate hain.
  • Jaise suraj-ganga sabka vaise sant-bhagvan sabke hain.
  • Vitha-HariOm kirtan evam hasya prayog.
  • Rameshvar Bhatt aur Sant Tukaram ki katha.
  • Rameshvar bhatt ke aadesh par Sant Tukaram ne abhang indryani nadi mei dal diya
  • Bina abhang gaaye tukaram maharaj vihval ho gaye, jyada samay aise hone par bhagvan avtarit
  • ho gaye bachche ke rup mei.
  • Fir saare granth ko nadi se nikal liya
  • Udhar Rameshvar Bhatt nadi mei nahane gaye toh unke sharir mei unhe jalan-jalan mehsus ho gaya.
  • Jyad pida hone par sant gyandev ne swapna mei bola ki sant tukaram se maafi maango .
  • Rameshvar Bhatt ne Sant Tukaram se hriday se mafi maangi jisse jalan shant ho gayi.

Rameshwar Bhatt ko mila Sant Tukaram ki bhakti ki shakti ka pramaan

Standard